Ek hadees ka mafum hai ki Allah Shab-E-Barat ki raat sab ki magfirat farmate hain lekin 8 tarah ke logon ki magfirat nahi farmate hain jinme hain:
1. Mushrik yani Allah ki shifat me kisi ko sharik karne wala
2. Kisi Begunah ka qaatil
3. Qina rakhne wala yani dil me kisi se dushmani chhipakar rakhne wala
4. Badkaar aurat
5. Rishtedari todne wala
6. Pant / Pyzama / Lungi ko takhne se niche pahanane wala mard
7. Walidain ka naafarman
8. Sharab ka aadee
No comments:
Post a Comment